Roman script
din jawani ke char yar pyar kiye ja din jawani ke char yar pyar kiye ja kaha bar-bar ata hai dil diwana ek bar yar pyar kiye ja din jawani ke char yar pyar kiye ja kaha bar-bar ata hai dil diwana ek bar yar pyar kiye ja din jawani ke char yar pyar kiye ja badi mushkil se fursat pyar ki milti hai dilbar badi mushkil se fursat pyar ki milti hai dilbar ke khilne de kali dil ki agar khilti hai dilbar khel zara si khel zara si pyar ki bazi nekle dil ke arma sare jab tak ye bahar yar pyar kiye ja jab tak ye bahar yar pyar kiye ja kaha bar-bar ata hai dil diwana ek bar yar pyar kiye ja din jawani ke char yar pyar kiye ja umariya dhal gayi lekin abhi tak dil jawan hai samajho sonio umariya dhal gayi lekin abhi tak dil jawan hai agar tum aajmaaoge to bologe ke ha hai chij badee hai pyar mohabbat umarr me kya rakha hai pyare abb to kar le ekrar yar pyar kiye ja abb to kar le ekrar yar pyar kiye ja kaha bar-bar ata hai dil diwana ek bar yar pyar kiye ja din jawani ke char yar pyar kiye ja agar mud ke idhar dekho mere masum katil agar mud ke idhar dekho mere masum katil to janoge ke ham hi hai tumhare dil ke kabil rup badal ke chahne vala muddat se tha pas tumhare le le banho ke har yar pyar kiye ja le le banho ke har yar pyar kiye ja kaha bar-bar ata hai dil diwana ek bar yar pyar kiye ja din jawani ke char yar pyar kiye ja
Song details
- Singer: Kishore Kumar
- Film / album: Pyar Kiye Ja (1966)
- Composer: Laxmikant Pyarelal
- Lyricist: Rajinder Krishan
- Actor: Shashi Kapoor
- Actor: Mumtaz
- Actor: Mehmood
- Actor: Kishore Kumar
- Actor: Kalpana
- Actor: Rajshree
- Actor: Omprakash
- Actor: Veena Kumari
- Actor: Chaman Puri
Song video
actor: Kishore Kumar, Kalpana