Roman script

bahaar ke din aaye

din hai bahaar ke aaye

ek naya, ek naya sandesha laaye

jhume hai daali daali

hanste hai phul bhi khil ke

jhume hai daali daali

hanste hai phul bhi khil ke

rut badal gayi gulshan ki

purva, purva balam lahraaye

rut badal gayi gulshan ki

purva balam lahraaye

ranj-o-gam dil ke saare

ranj-o-gam dil ke saare

kya jaane kaha sidhare

ranj-o-gam dil ke saare

kya jaane kaha sidhare

van jhume man bhi jhume

khud apni kahi bhulaaye

din hai bahaar ke aaye

ek naya sandesha laaye

tanhaai me chhupke chhupke

tanhaai me chhupke chhupke

pardeshi preetam se

pardeshi preetam se

birha ki bechain kahani

jaake kaun sunaaye

birha ki bechain kahani

jaake kaun sunaaye, sunaaye

din hai bahaar ke aaye

ek naya sandesha laaye

din hai bahaar ke aaye

Explore this song