Roman script

din dhal gaya hai ab to jane do yaar

din dhal gaya hai ab to jane do yaar

din dhal gaya hai ab to jane do yaar

kal kar lena janam tum baki ka pyar

din dhal gaya hai ab to jane do yaar

thahro jara do ghadi janeja

abhi thik se tumko dekha kaha

thahro jara do ghadi janeja

abhi thik se tumko dekha kaha

din dhal gaya hai ab to jane do yaar

din dhal gaya hai ab to jane do yaar

dhadkan se bhi tej ab to ghadiya ye chalne lagi hai

dhadkan se bhi tej ab to ghadiya ye chalne lagi hai

rukhne ki ab baat yara, mujhko to khalne lagi hai

hum vaqt ko rok lenge sanam

tum bhi jara roko apne kadam

hum vaqt ko rok lenge sanam

tum bhi jara roko apne kadam

din dhal gaya hai ab to jane do yaar

din dhal gaya hai ab to jane do yaar

apne diwane pe itna, kyu tum sitam kar rahi ho

apne diwane pe itna, kyu tum sitam kar rahi ho

hum sath hai jab tumhare, fir kisliye dar rahi ho

is pal jo mai ja na payi agar, fir na kabhi ja sakungi main ghar

is pal jo mai ja na payi agar, fir na kabhi ja sakungi main ghar

din dhal gaya hai ab to jane do yaar

din dhal gaya hai ab to jane do yaar

kal kar lena janam tum baki ka pyar

kyu ja rahi ho kar lo thoda sa pyar

kyu ja rahi ho kar lo thoda sa pyar

Explore this song