Roman script

pahiye pairo mein bandh ke
hai chale deeware fand ke
pahiye pairo mein bandh ke
hai chale deeware fand ke
hai nahi rupaiya jeb mein phir bhi
khwabo mein to arman hai chand ke
jo bhi kare hum kare din dahade
jo bhi kare hum kare din dahade
jo bhi kare hum kare din dahade
jo bhi kare hum kare din dahade
hum yaha ke news chanel hum hi akhbar hai
are aanewale kal ki yaro hum hi sarkar hai
hum is shahar ke star hai hum yaha ke 
news chanel hum hi akhbaar hai
aanewale kal ki yaro hum hi sarkar hai
hum is shahar ke star hai 
tevar hai khulle sand ke phir bhi
khwabo mein to arman hai chand ke
jo bhi kare hum kare din dahade
jo bhi kare hum kare din dahade
jo bhi kare hum kare din dahade
jo bhi kare hum kare din dahade
engineer doctor ko door se shukriya
humne hasil kar rakhi hai ishq mein degree 
aan wo na kiya to kya kiya
engineer doctor ko door se shukriya
humne hasil kar rakhi hai ishq mein degree 
aan wo na kiya to kya kiya
future bharoshe ram ke phir bhi
khwabo mein to arman hai chand ke
jo bhi kare hum kare din dahade
jo bhi kare hum kare din dahade
jo bhi kare hum kare din dahade
jo bhi kare hum kare din dahade

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Neeraj Shridhar, Shaan, Rana Mazumder