Roman script

dilwalo se pyar kar lo, dilwalo se pyar

pyar ke naam ka jaam bhar lo, pyar ke naam ka jaam bhar lo

pyar karega tumpe allah, pyar karega tumpe allah oye allah

kyu abdulla insha allah oye abdulla masa allah

dilwalo se pyar kar lo

pyar ke naam ka jaam bhar lo

pyar karega tumpe allah oye allah

kyu jamila insha allah oye shakila masha allah

thaam le kisi ke pyar ka aanchal

chhod ke nafrat ka daman, chhod ke nafrat ka daman 

naam se usi ke rang le tan man

allah tera hoga daman allah tera hoga daman

do dino hai jindgani, do dino hai jindgani 

bas phir allah hi allah

kyu abdulla insha allah hoye hoye abdulla masa allah

dilwalo se pyar kar lo

pyar ke naam ka jaam bhar lo

pyar karega tumpe allah oye allah

kyu jamila insha allah oye shakila masha allah

chahe koi dharm ho sabko apnao

haste haste gale lagao, haste haste gale lagao

farq na samjho koi dil me tum apne

chahe roje rakho chahe tilak lagao 

chahe roje rakho chahe tilak lagao

meri najar me ek hai sab

ho meri najar me ek hai sab, ram ho chahe allah

kyu jamila insha allah oye shakila masha allah

dilwalo se pyar kar lo

pyar ke naam ka jaam bhar lo

pyar karega tumpe allah oye allah

kyu abdulla insha allah hoye hoye  abdulla masa allah

kyu jamila are bismillah oye shakila are bismillah

Explore this song