Roman script

dilo ke melo ka naam piknik 

najar ke khelo ka naam piknik 

dilo ke melo ka khelo ka naam 

pik pik pik piknik

dilo ke melo ka naam piknik 

najar ke khelo ka naam piknik 

dilo ke melo ka khelo ka naam 

pik pik pik piknik

pyar ke ye din nahi 

aayenge vapas na phir kabhi 

ye maje ye kahe kahe 

ye jindagi aur ye khushi 

isi liye tum hans ke gujaaro jivan 

in albelo ka jhelo ka naam 

pik pik pik piknik

dilo ke melo ka naam piknik 

najar ke khelo ka naam piknik 

dilo ke melo ka khelo ka naam 

pik pik pik piknik

jisne apne dil ka souda 

jindagi mein kar liya 

hum kahenge usne sab kuchh 

jindagi mein kar liya 

isi liye tum karo mohaabbat 

chahe aaye lakh jhamele 

inhi jhamelo ka melo ka naam 

pik pik pik piknik

dilo ke melo ka naam piknik 

najar ke khelo ka naam piknik 

dilo ke melo ka khelo ka naam 

pik pik pik piknik

dilo ke melo ka naam piknik 

najar ke khelo ka naam piknik 

dilo ke melo ka khelo ka naam 

pik pik pik piknik

Explore this song