Roman script

zoharaa :

dilli ki galiyo me jiyaa naahi laage

mai to dekhungi bamba_i

vaadaa karake bit gaye hai maarch, aprail aur ma_i

mai to dekhungi bamba_i 

du : are dilli naa chhod  ye to apanaa hai des

zo : chale ham tum bamba_i wahaan dekhege race

du : yahaan dil ke tamaashe, yahaan naino ke khel

yahaan qutub saab ki laat

zo : wahaan daadar aur parel

mil jaaege us nagari me tere jaise ka_i

mai to dekhungi bamba_i 

du : yahaan sakhiyaan bhi hai, tori maiyaa bhi hai

yahaan tori nanadiyaa kaa bhaiyaa bhi hai

zo : wahaan izzat bhi hai aur rupaiyaa bhi hai

wahaan saigal bhi hai aur suraiyaa bhi hai

kyaa karungi dilli me mai

ya_i ya_i ya_i ya_i ya_i

mai to dekhungi bamba_i

Explore this song