Roman script

dillagi hi dillagi me ho gayi nadaniya

zindagi par meri gum ki pad gayi parchhaiya

kya karu jaau kaha

apna begana hua dushman hua sara jaha

apna begana hua dushman hua sara jaha

kaun hai jisko sunau apne gum ki dasta

dillagi hi dillagi me ho gayi nadaniya

kya karu jaau kaha

ek taraf dil ki sada hai ek tarasta bezuba

ek taraf dil ki sada hai ek tarasta bezuba

ek taraf duswariya aur ek taraf ruswaiya

ek taraf duswariya aur ek taraf ruswaiya

had se zyada badh gayi hain ab meri hairaniya

dillagi hi dillagi me ho gayi nadaniya

kya karu jaau kaha

Explore this song