Roman script
dil-e-nadan jamane me mohabbat ek dhokha hai yeh sab kahne ki baate hain, kisi ka kaun hota hai wahi mai hu, wahi dil hai, wahi teri tamanna hai yeh ik iljam hai mujhpe, ki mera pyaar jhutha hai wahi mai hu vafa ka naam hontho par, hai khanjar aastino me vafa ka naam hontho par, hai khanjar aastino me samajh lo dekhane vaalo yeh duniya kaisi duniya hai dil-e-nadan woh dil viran hai jisme hajaaro aarjuye thi woh dil viran hai jisme hajaaro aarjuye thi jaha lakho diye jalte the us ghar me andhera hai wahi mai hu woh dil par chot khaayi hai ki jite ji na bhulunga woh dil par chot khaayi hai ki jite ji na bhulunga bharosa kar ke tum pe maine apna chain khoya hai dil-e-nadan jamane me mohabbat ek dhokha hai yeh sab kahne ki baate hain, kisi ka kaun hota hai dil-e-nadan wahi mai hu, wahi dil hai, wahi teri tamanna hai yeh ik iljam hai mujhpe, ki mera pyaar jhutha hai wahi mai hu
Song details
- Singer: Talat Mahmood
- Singer: Asha Bhosle
- Film / album: Mast Kalandar (1955)
- Composer: Hansraj Behl
- Lyricist: Asad Bhopali
- Actor: Mahipal
- Actor: Shakila
- Actor: Tiwari
- Actor: Kuldeep K
- Actor: Johny Walker
- Actor: Maruti
Song video
singer: Talat Mahmood, Asha Bhosle