Roman script

dilbar mera dur hua
mere dil kaa chain wo lut gaya
wo gham kaa saya chhod gaya
is gham ke siva ab kuchh naa raha
dilbar mera dur hua
mere dil kaa chain wo lut gaya
wo gham kaa saya chhod  gaya
is gham ke siva ab kuchh naa raha
aansu hi the, aansu bhi ab beh gaye
dhadkan kahe ruk jaau mai bas ab yahi
dhadkan kahe ruk jaau mai bas ab yahi
dhadkan kahe ruk jaau mai bas ab yahi
mera saya mujhse ruth gaya
ek sapna tha wo tut gaya
jo apna tha wo chhut gaya
aisi kyun mili hai saja
mera saya mujhse ruth gaya
ek sapna tha wo tut gaya
jo apna tha wo chhut gaya
aisi kyun mili hai saja
aansu hi the, aansu bhi ab beh gaye
dhadkan kahe ruk jaau mai bas ab yahi
wo lamhe bikhre dur kahi, mayusi hai is dil me basi
bas tanha hu koyi aas nahi 
ek dard bhara aalam hai yaha
mai jinda hu par hosh nahi 
jab dilbar mera sath nahi
bas chahat hai koyi josh nahi 
madhosh hu ab kayamat sahi
dilbar mera dur hua
mere dil kaa chain wo lut gaya
wo gham kaa saya chhod gaya
is gham ke siva ab kuchh naa raha
dilbar mera dur hua
mere dil kaa chain wo lut gaya
wo gham kaa saya chhod gaya
is gham ke siva ab kuchh naa raha

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Manisha Koirala, Nauheed Cyrusi