Roman script

dilbar jani o dilbar jani gale laga le ek minute ki bat hai

dilbar jani gale laga le ek minute ki bat hai

aakar mera sab kuch churale

aakar mera sab kuch churale ek minute ki bat hai

maine bhi ek geet likha hai teri surat dekh ke

likhna kya ji arz kiya hai pyar ki murat dekh kar

pal me hai aftab tu pal me hai mahtab

aisa kamal husn ka dekha nahi janab

mai bhi shayar ban baitha hu uski kudrat dekh kar

maine bhi ek geet likha hai teri surat dekh ke

mai tumko chahta hu mai tumko pujta hu

mai dil se kah raha hu mai dil se kah raha hu

mai tumko chahta hu mai tumko pujta hu

mai dil se kah raha hu mai dil se kah raha hu

tum bewafa nahi ho dunia se dar rahi hu

mar mar ke ji rahi hu ji ji ke mar rahi hu

jitna hai mere bas me utna mai kar rahi hu

mai tumko chahti hu mai tumko pujti hu

mai dil se kah raha hu mai dil se kah raha hu

mai tumko chahti hu mai tumko chahta hu

mai dil se kah rahi hu mai dil se kah raha hu

jiwe teri khudayi jiwe teri khudai

re maut chahe dena ha maut chahe dena

dena nahi judayi jiwe teri khudayi allah

mere tan man me rabba are mere tan man me rabba

yahi dhun hai kamai jiwe teri khudayi allah

tumhara chahne wala abhi diwana baki hai

tumhara chahne wala abhi diwana baki hai

tumhara chahne wala mere mahbub ruk jao

tumhara chahne wala abhi diwana baki hai

tumhara chahne wala abhi diwana baki hai

Explore this song