Roman script

dilbar dilbar dilbar dilbar dilbar

dilbar dekh mere dilpar chhaaya hai kaisa nasha

tu bhi madhosh ho ja jeene kaa aaye maja

dilbar dekh mere dilpar chhaaya hai kaisa nasha

tu bhi madhosh ho ja jeene kaa aaye maja

dil dhadakta hai meraa dilbar dilbar

naam leta hai teraa dilbar dilbar

ha tu bhi apne dil ko dhadka dilbar 

dilbar dekh mere dilpar chhaaya hai kaisa nasha

tu bhi madhosh ho ja jeene kaa aaye maja

yeh javani divaani to mehman hai chand dino ki

bit jaaye naa yeh umar aa karle chaahat toh puri

mujhko gale se laga nayi aarzu ko jaga 

mujhko gale se laga nayi aarzu ko jaga 

yu khud ko naa de saja dilbar

dilbar dekh mere dilpar chhaaya hai kaisa nasha dilbar

tu bhi madhosh ho ja jeene kaa aaye maja

rok le iss raat ko kahi ho naa jaaye savera

uth rahi hai koyi tarang aa rang de ang meraa

yeh dard kaisa jaga iski nahi hai dawa

dard kaisa jaga iski nahi hai dawa

yeh mujhko kya ho gaya dilbar

dilbar dekh mere dilpar chhaaya hai kaisa nasha dilbar

tu bhi madhosh ho ja jeene kaa aaye maja dilbar

dil dhadakta hai meraa dilbar dilbar

naam leta hai tera dilbar dilbar

tu bhi apne dil ko dhadka dilbar

dilbar dekh mere dilpar chhaaya hai kaisa nasha dilbar

tu bhi madhosh ho ja jeene kaa aaye maja

Explore this song