Roman script

dilbar kahu ke dil kahu ya dilruba tujhe

dar hai kuda ka varna main to kahta, kya

dilbar kahu ke dil kahu ya dilruba tujhe

dilbar kahu ke dil kahu ya dilruba tujhe

dar hai kuda ka varna main to kahta khuda tujhe

main jaa kahu ke zindagi ya jaan-e-jaha tujhe

meri vafa ne maan liya apna khuda tujhe

meri vafa ne maan liya apna khuda tujhe

kyun dhum shaayaro mein na ho tere naam ki

gaalib ki tu gazal hai rubaayi khayaam ki

kya khub shayrana mili hai adaa tujhe

kya khub shayrana mili hai adaa tujhe

meri vafa ne maan liya apna khuda tujhe

meri vafa ne maan liya apna khuda tujhe

teri nazar hasin thi jo main hasin lagi

teri nazar hasin thi jo main hasin lagi

chaahat ko aasmaan tujhe ye zamin lagi

maine dikha diya hai tera aaina tujhe

maine dikha diya hai tera aaina tujhe

dar hai kuda ka varna main to kahta khuda tujhe

dar hai kuda ka varna main to kahta khuda tujhe

sab kuchh main bhul baitha lagaakar gale tujhe

duniya ki har khushi di tere dard ne mujhe

ab mujhse kar sakegi na duniya juda tujhe

ab mujhse kar sakegi na duniya juda tujhe

dar hai kuda ka varna main to kahta khuda tujhe

dar hai kuda ka varna main to kahta khuda tujhe

dilbar kahu ke dil kahu ya dilruba tujhe

main jaa kahu ke zindagi ya jaan-e-jaha tujhe

dar hai kuda ka varna main to kahta khuda tujhe

meri vafa ne maan liya apna khuda tujhe

main to kahta khuda tujhe, maan apna khuda tujhe

Explore this song