Roman script

dil zinda rakhne ke liye

koi dard zaroori hota hain

dard bhari is duniya mein

humdard zaroori hota hain

dil zinda rakhne ke liye

koi dard zaroori hota hain

dard bhari is duniya mein

humdard zaroori hota hain

humdard zaroori hota hain

saahil saahil tufaa dekhe

laher laher majhdhaar yahaan

saahil saahil tufaa dekhe

laher laher majhdhaar yahaan

badlenge halaat kabhi ye

badlenge halaat kabhi ye

aise hain aasaar kahaan

aise hain aasaar kahaan

dil zinda rakhne ke liye

koi dard zaroori hota hain

dard bhari is duniya mein

humdard zaroori hota hain

humdard zaroori hota hain

beete kal ke zakhm hai dil par

aane waale kal ke gham

dono ke jo daag mita de

kahaan chhupa hain wo humdam

tanhaa tanhaa jeevan sabka

koi kisi ke paas nahin

khoyi hain khud mein duniya

auron ka ehsaas nahin

tanhaa tanhaa jeevan sabka

koi kisi ke paas nahin

khoyi hain khud mein duniya

auron ka ehsaas nahin

auron ka ehsaas nahin

dil zinda rakhne ke liye

koi dard zaroori hota hain

dard bhari is duniya mein

humdard zaroori hota hain

humdard zaroori hota hain

humdard zaroori hota hain

humdard zaroori hota hain

Explore this song