Roman script

dil ye kahe pyar hone laga hai

aane lagi hai sharam

dil ye kahe pyar hone laga hai 

aane lagi hai sharam

dil machalne laga dil dhadkane laga

sanse hone lagi hai garam

dil ye kahe pyar hone laga hai

aane lagi hai sharam

aane lagi hai sharam

mai chahti hu tu bekhabar hai

tu aaye jaye tujhpe nazar hai

mai chahti hu tu bekhabar hai

tu aaye jaye tujhpe nazar hai

haal kaise kahu chup bhi kaise rahu

mai to yado me dubi rahu

dil ye kahe pyar hone laga hai

aane lagi hai sharam

ho aane lagi hai sharam

khushi ka ye aalam haye tauba tauba

mohabbat ka mausam haye tauba tauba

khushi ka ye aalam haye tauba tauba

mohabbat ka mausam haye tauba tauba

meri rahe bhi tu meri manzil bhi tu

mere dil ki har ek aarzu

dil ye kahe pyar hone laga hai

aane lagi hai sharam

dil machalne laga dil dhadkane laga

sanse hone lagi hai garam

dil ye kahe pyar hone laga hai

aane lagi hai sharam

haan aane lagi hai sharam

haan aane lagi hai sharam

Explore this song