Roman script

dil yahi kahi kho gaya hai mera

dil yahi kahi kho gaya hai mera

ke tune liya hoga ke tune liya hoga

maine churaya nahi hai tera dil

ye ilzam tum na lagana

maine churaya nahi hai tera dil

ye ilzam tum na lagana

ke tune diya hoga ke tune diya hoga

dil yahi kahi kho gaya hai mera

mohabbat ka paigam deti hai

aankhe tumhari

karib aake badhne lagi 

aur bhi bekarari

meri band palko pe 

tune labo ko jhukaya

jawa hasrato me ye 

jadu sa kaisa hai chaya

kaliyon ka ye gaanv khusboo ke mele

yaha pyar hi pyar hai na

maine churaya nahi hai tera dil

ye ilzam tum na lagana

ke tune diya hoga ke tune diya hoga

o o dil yahi kahi kho gaya hai mera

mere liye rab ne tumko jami pe utara

likha aasma pe sitaaron ne rishta hamara

khwabo khyalo me dil ke ujalo me

tu hai 

baichain thi jiski khatir

tu wo aarzu hai

na ab dur jana banake bahana

yu madhosh mujhko bana kar

dil yahi kahi kho gaya hai mera

o dil yahi kahi kho gaya hai mera

ke tune liya hoga ke tune liya hoga

maine churaya nahi hai tera dil

ye ilzam tum na lagana

maine churaya nahi hai tera dil

ye ilzam tum na lagana

ke tune diya hoga ke tune diya hoga

ke tune liya hoga ke tune liya hoga

ke tune diya hoga ke tune diya hoga

Explore this song