Roman script

dil vaale dil gira huwa

kya soch raha hai tu

dil vaale dil gira huwa

kya soch raha hai tu, soch raha hai tu

sukh aur duhkh ko samajh baraabar

dhiraj tu dhiraj dhar saadhu

kyon soch raha kyon soch raha

kya soch raha hai tu

dil vaale dil gira huwa

kya soch raha hai tu

khotee duniya bhale bure kee

kar naa sake pehchaan

gyanvan par kich uchhale

murakh ko de maan, murakh ko de maan

tu apmaan ko maan samajh kar 

ponch daal aansu

kyon soch raha kyon soch raha

kya soch raha hai tu

dil vaale dil gira huwa

kya soch raha hai tu

hansee khushee aur rona dhona

jag ke jhuthe khel, jag ke jhuthe khel

tan man me jo basa

tan man me jo basa hai sabke

badha tu usse mel

badhake usase mel

sadhu man par pa kaabu, sadhu man par pa kaabu

kyon soch raha kyon soch raha

kya soch raha hai tu

Explore this song