Roman script

dil to deewana hai dil to, dil to deewana hai dil

aawara baadal sa ya behke aanchal sa

mehki hawaao ka parinda

masti fakiro si, raanjho si hiro si, ishq ki gali ka bashinda

yaara dil to deewana hai, yeh dil to deewana hai

sadiyo se janmo se sabne bataya hai

ye to kisi ko na maane

sadiyo se janmo se sabne bataya hai

ye to kisi ko na maane

dilbar ki murat ke aage zamaane me

ye to khuda bhi na jaane

anhad ka baaja hai, sadiyo se taaza hai

anhad ka baaja hai, sadiyo se taaza hai

duniya hai is se hi zinda

yaara dil to deewana hai, yeh dil to deewana hai

aawara baadal sa ya behke aanchal sa

mehki hawaao ka parinda

masti fakiro si, raanjho si hiro si, ishq ki gali ka bashinda

jisne bhi jaana hai jisne pehchana hai

duniya ki rasme wo bhula

jisne bhi jaana hai jisne pehchana hai

duniya ki rasme wo bhula

chanda sitare iske lehre kinare iske, jo iski baaho me jhula 

jo chahe karta hai, rab se kab darta hai 

khud ka ye khud hi hai raja 

yaara dil to deewana hai, yeh dil to deewana hai

aawara baadal sa ya behke aanchal sa

mehki hawaao ka parinda

masti fakiro si, raanjho si hiro si, ishq ki gali ka bashinda

Explore this song