Roman script

dil tod ke na ja 

munh mod ke na ja

mujhe chhod ke na ja

o mere saajna

dil tod ke na ja 

munh mod ke na ja

o mujhe chhod ke na ja

o mere saajna

dilwali ko chhod ke, gharwali ko chhod ke

yu baharwali ke pichhe jana nahi accha

dil tod ke na ja 

munh mod ke na ja

mujhe chhod ke na ja

o mere saajna

phulo se najuk hu, kaliyo se main hu jawa

chanda se, shabnam se main hu hasi janeja

ye rup rang tujhko bulaye jata hai tu kahan

ang se laga le aake chura le

aankho ki mastiya

tujhe payal pukare, tujhe jhumka pukare

tujhe kangana pukare, ruk ja mere sajna

dilwali ko chhod ke, gharwali ko chhod ke

yu baharwali ke pichhe jana nahi accha

dil tod ke na ja 

munh mod ke na ja

mujhe chhod ke na ja

o mere saajna

saanso me aag hai dard hai dil me piya

pyar ka hai sama baaho me aa bhi ja

jo baat mujhme tujhko milegi

bahar nahi sanam

pagal karungi, ghayal karungi

khati hu ye kasam

husn ki bijliya jab gira dungi main

hosh uda dungi main o mere saajna

dilwali ko chhod ke, gharwali ko chhod ke

yu baharwali ke pichhe jana nahi accha

dil tod ke na ja 

munh mod ke na ja

o mujhe chhod ke na ja

o mere saajna

Explore this song