Roman script

mehfil mein hai sab ko mera salam

dilwaalon sun lo mera payaam

dil ki kahaani main kisko sunaun

baat yeh dil ki main tumko batau

o dil ki kahaani main kisko sunau

baat yeh dil ki main tumko batau

baat hai dil ki dil ko pata hai 

baat hai dil ki dil ko pata hai 

kya main bataau aur kya main chhupau

dil chhod  aaya jaane main kahan

o dil tod aaya jaane main jaane main kaha

pyaar agan hai o pyaar lagan hai

pyaar hai meera pyaar kishan hai

pyaar agan hai pyaar lagan hai

pyaar hai meera pyaar kishan hai

dil ki mere aawaz ho tum

hoye dil ki mere aawaz ho tum

geet hu main aur saaz ho tum

dil chhod  aaya jane main kaha

o dil tod aaya jane main jane main kaha

raat na aaye o chand na nikle

mausam badle tu na badle

raat na aaye chand na nikle

mausam badle tu na badle

tum na badalna sathi mere

tum na badalna sathi mere

saath hi chalna sathi mere

dil chhod  aaya jaane main kaha

o dil tod aaya jane main jane main kaha

saathiya tu ab to aa bhi ja

sun le tu ab dil ki sada

aaja tu ab to aa bhi jaa

Explore this song