Roman script
dil to razamand hai phir bhi zaba band hai dil to razamand hai phir bhi zaba band hai kaise kahu mujhko mera baalma pasand hai dil to razamand hai phir bhi zaba band hai kaise kahu mujhko mera baalma pasand hai dil to razamand hai dil chup rah gaya haule haule dol ke bhed sara khol diya ankhiyo ne bol ke dil chup rah gaya haule haule dol ke bhed sara khol diya ankhiyo ne bol ke na jane kaun ghadi piya tose aankh ladi badi mushkil padi ho na jane kaun ghadi piya tose aankh ladi badi mushkil padi ho dil to razamand hai phir bhi zaba band hai kaise kahu mujhko mera baalma pasand hai dil to razamand hai aaj najar kahin aisi fisli daud gayi nas nas me bijli aaj najar kahin aisi fisli daud gayi nas nas me bijli najaro ke teer laage naye armaan jaage ab kahin ji na laage ho najaro ke teer laage naye armaan jaage ab kahin ji na laage ho dil to razamand hai phir bhi zaba band hai kaise kahu mujhko mera baalma pasand hai dil to razamand hai phir bhi zaba band hai kaise kahu mujhko mera baalma pasand hai dil to razamand hai
Song details
- Singer: Asha Bhosle
- Film / album: Mai Baap (1957)
- Composer: O P Nayyar
- Lyricist: Anjaan
- Actor: Balraj Sahni
- Actor: Shyama
- Actor: Nasir Husain
- Actor: Minu Mumtaz
- Actor: S N Banerjee
- Actor: Raj Mehra
- Actor: Johnny Walker
Song video
actor: Johnny Walker, Balraj Sahni, Shyama, Meenu Mumtaz, Nasir Hussain