Roman script

dil tha yahan abhi abhi, le gaya koi ajanbi

dil tha yahan abhi abhi, le gaya koi ajanbi

main yahan soi nahi

jaagi rahi uski yaad me

ab to jo socha nahin 

hoga wahi uske baad me

pyaar main suno, hain yahin kharabi

dil tha yahan abhi abhi, le gaya koi ajanbi

ha dil tha yahan abhi abhi, le gaya koi ajanbi

main yahan soi nahi

jaagi rahi uski yaad me

ab to jo socha nahin 

hoga wahi uske baad me

pyaar main suno, hain yahin kharabi

dil jo hua ye kisi ka 

ho gayi main bhi paraayi

sabse nazar ko bachake

uski nazar me samaayi

ha dil jo hua ye kisi ka 

ho gayi main bhi paraayi

sabse nazar ko bachake

uski nazar me samaayi

jo kabhi chaha nahin 

mila wahi dil ko haar ke

rang kai naye naye pyaare pyaare 

dekhe pyaar ke

raat din mere ho gaye gulaabi

dil ko churane se pahle 

din the bade hi suhane

ab jo hai aalam dil ka 

dil khud bhi nahi jaane

o dil ko churane se pahle 

din the bade hi suhane

ab jo hai aalam dil ka 

dil khud bhi nahi jaane

dard naya puchhe bina 

mange bina maine le liya

aur use soche bina 

samjhe bina dil ye de diya

dil gaya to gaya, gham nahin jara bhi

dil tha yahan abhi abhi, le gaya koi ajanbi

main yahan soi nahi

jaagi rahi uski yaad me

ab to jo socha nahin 

hoga wahi uske baad me

pyaar main suno, hain yahin kharabi

raat din mere ho gaye gulaabi

dil gaya to gaya, gham nahin jara bhi

Explore this song