Roman script
teri chahat me hum bhool baithe jahan hosh khud ka nahi ab zara bhi raaha hum bhi dikhane lage thode deewane se ab mera dil bhi lagne laga sirphira jaane kaisa yeh jaadu kar diya jaane kaisa yeh jadu kar diya dil tere pyaar mein jogi ho gaya dil tere pyaar mein jogi ho gaya nigahon me toh is kadar hai saamaya nazar ab koyi aur aata nahi hai sare asmaan me yoon toh laakhon sitaare siva chand ke koi bhata nahi hai hai falak tu mera meri zameen hai tere siva meri zindagi nahi jaane kaisa yeh jaadu kar diya jane kaisa yeh jaadu kar diya dil tere pyaar mein jogi ho gaya dil tere pyar mein jogi ho gaya yeh kaisa nasha hai teri chahaton kaa meri dhadkanein bhi behkane laagi hai mere in labon pe tumhari mehaak hai shararat nazar ki badhane laagi hai. mujhe chu rahe hai badan ke ujale kaise koyi phhir khud ko sambhale jaane kaisa yeh jaadu kar diya jaane kaisa yeh jaadu kar diyaa dil tere pyaar mein jogi ho gaya dil tere pyar mein jogi ho gaya.
Song details
- Singer: Prateeksha Srivastava
- Singer: Javed Ali
- Film / album: Ishq Pashmina (2022)
- Composer: Arvind Pandey II, Shashwat Prakhar Bhardwaj
- Lyricist: Arvind Pandey II
- Actor: Bhavin Bhanushali
- Actor: Malti Chahar
- Actor: Zarina Wahab
- Actor: Kainat Arora
- Actor: Brijendra Kala
- Actor: Vijay Mishra
- Actor: Yash Chaurasia
- Actor: Gaurika Mishra
- Actor: Vikram Sharma
- Actor: Ashna Soni
Song video
singer: Prateeksha Srivastava, Javed Ali