Roman script

dil tadap kar rah gaya

dil tadap kar rah gaya

hasrat machal kar rah gayi, rah gayi

dekhte hi dekhte duniya badal kar rah gayi

dekhte hi dekhte duniya badal kar rah gayi

dil tadap kar rah gaya

hasrat machal kar rah gayi, rah gayi

dil ki barbadi pe hum aansu baha kar rah gaye

dil ki barbadi pe hum aansu baha kar rah gaye

apni majburi pe kismat hath mal kar rah gayi

apni majburi pe kismat hath mal kar rah gayi

dil tadap kar rah gaya

hasrat machal kar rah gayi, rah gayi

ab khushi kaisi labo par muskurahat ab kaha

ab khushi kaisi labo par muskurahat ab kaha

zindgani dard ke 

zindgani dard ke sanche me dhal kar rah gayi

dil tadap kar rah gaya

Explore this song