Roman script

dil se teri nigah jigar tak utar gayi

dil se teri nigah jigar tak utar gayi

dono ko ik ada me rajamand kar gayi

dono ko ik ada me rajamand kar gayi

wo wada e shabana kee saramastiya kaha

uthiye bas abb ke lajjate kabe sahar gayi

wo wada e shabana kee saramastiya kaha

uthiye bas abb ke lajjate kabe sahar gayi 

dekho toh dil farebi e andaje nakshe pa 

dekho toh dil farebi e andaje nakshe pa 

mauje kirame yar bhi kya gul katar gayi

mauje kirame yar bhi kya gul katar gayi

najare ne bhi kam kiya van nakab ka 

najare ne bhi kam kiya van nakab ka 

masti se har nigah tere ruk par bikhar gayi

masti se har nigah tere ruk par bikhar gayi 

mara jamane ne asadullah ka tumhe

mara jamane ne asadullah ka tumhe

woh walawale kaha wo jawani kidhar gayi 

woh walawale kaha wo jawani kidhar gayi

Explore this song