Roman script

duniya kya hai dekh zara
o dilruba 
dil se mere dil mila
aa dil se mere dil mila 
dil se mere dil mila
aa dil se mere dil mila
chupke se kya jadu kiya nazro 
se kisne mujhe chun liya
chupke se kya jadu kiya nazro 
se kisne mujhe chun liya 
gulcha mere dil ka has kar khila
gulcha mere dil ka has kar khila
dil se mere dil mila
aa dil se mere dil mila 
lab pe hansi dil me khushi
dubi rahe masti me ye zindagi
lab pe hansi dil me khushi
dubi rahe masti me ye zindagi
ek jaam nazro se aisa pila
ek jaam nazro se aisa pila
dil se mere dil mila
aa dil se mere dil mila 
kashti hu me sahil hai tu
kehta hai dil meri manzil hai tu
kashti hu me sahil hai tu
kehta hai dil meri manzil hai tu
ab tut bhi jane de fasala
ab tut bhi jane de fasala
dil se mere dil mila
aa dil se mere dil mila 
marzi jaha le chal waha 
tere liye thukra du dono jaha
marzi jaha le chal waha 
tere liye thukra du dono jaha
duniya hai kya mujhko tu jab mila
duniya hai kya mujhko tu jab mila
dil se mere dil mila
aa dil se mere dil mila 
dil se mere dil mila
aa dil se mere dil mila

Song details

Song video

Watch on YouTube