Roman script

dil samajhta hai 
ya khuda jane
meri muskil ko 
koi kya jaane 
dil samajhta hai 
ya khuda
kaisi ulfat 
mujhe to dehsat hai 
kash mera wo mudda jane 
dil samajhta hai 
ya khuda jane
mere hosho khirad pe 
kya gujri 
nigaahe aaj chupaye 
kya jane 
dil samajhta hai 
ya khuda
wo tasbbur me aake 
kehte hai 
tum ho kaise
meri bala jane 
tum ho kaise
meri bala jane
dil samajhta hai 
ya khuda jane

Song details

Song video

Watch on YouTube