Roman script

tera deewaana mujhe kehta zamaana mujhe

dekhte hi tujhko hai seene se lagana mujhe

tera deewaana mujhe kehta zamaana mujhe

dekhte hi tujhko hai seene se lagana mujhe aashiq yeh sarphira ha chaahta hai tujhe

ishq mein ab tere bas girna mujhe

dil ke bageeche mein tere naam ka phool khil gaya

dil phisal gaya dil phisal gaya dil phisal gaya yeh mera

haan ho gaya haan ho gaya haan ho gaya ab tera dil fisal gaya dil fisal gaya dil fisal gaya yeh mera

haan ho gaya haan ho gaya haan ho gaya ab tera

hum toh poore ready hain ji nakhre tere uthane ko

jab tu mere paas aaye aag lage zamaane ko

jaam bana de tu shaam banade tu

aashiq hoon aankhon se mujhko pila de hai tu

berang si thi zindagi maqsad jeene ka mil gaya

dil fisal gaya dil fisal gaya dil fisal gaya yeh mera

haan ho gaya haan ho gaya haan ho gaya ab tera

dil phisal gaya dil phisal gaya dil phisal gaya yeh mera

haan ho gaya haan ho gaya haan ho gaya ab tera

Explore this song