Roman script

jai kara shera wali ka, bol sanche darwar ki jai

hey hey jai mata di, jai mata di

dil pe lahu se likh diya maine

dil pe lahu se likh diya maine

tera naam mera naam, mera naam tera naam

maine yahi hai jana, maine yahi hai jana

jaan ban ke tu sine me rahti hai hardam

o jaan ban ke tu sine me rahti hai hardam

koi kya cheenega mujhse ye jivan

tu hi hai sahara, tu hi hai sahara

man ke mandir me tujhko hi maine basaya

apne ghum aur khushi me to tujhko hi paya

sar pe mere hai sada tera saaya

dil pe lahu se likh diya maine

dil pe lahu se likh diya maine

tera naam mera naam, mera naam tera naam

tujhko man pukare, tujhko man pukare 

kyu hume yu mitane ko duniya khadi hai 

kyu hume yu mitane ko duniya khadi hai 

ab ye tere faisle ki ghadi hai

jaane tu hi mujhko, jaane tu hi mujhko

sari duniya ko meri hakikat bta de

o laga iljam mujhpe jo, tu vo hata de 

mohabbat ke raahi ko manjil dikha de

dil pe lahu se likh diya maine

dil pe lahu se likh diya maine

tera naam mera naam, mera naam tera naam

jai jai mata ki, jai jai mata ki 

sare bolo jai jai mata ki

jai jai mata ki, jai jai mata ki 

sare bolo jai jai mata ki

jai jai mata ki, jai jai mata ki 

sare bolo jai jai mata ki

Explore this song