Roman script

kaisi khudaayi teri, tune hi banayi rabba

kaahe ko banaya tune ishq bezubaan zubaan ki bhaasha

kaise koi samjhe bata ja kaahe ko banaya tune ishq

aisa kyun hota hai, dil ye kyun rota hai

jo nahi tha tera phir kyun uski aas hai

jo nahi tha tera phir kyun uski aas hai

koi mann me hansta, koi mann hi man hai rota

koi mann mein hi gharonda banaye

kahin chalke khushiyon ke aansun

kahin roye dukh se naina

naina ye samajh bhi na paaye baawra

dil parinda dhoonde aashiyaana

dil parinda dhoonde aashiyaana

ye na jaane kahan isko jaana baawra

dil parinda, dil parinda

mann mein koi basta par tujhe na milta

kismaton ka likha kahan hai kisi ko dikhta

mann mein koi basta par tujhe na milta

kismaton ka likha kahan hai kisi ko dikhta

ghum ki hai saheli, uljhi ek paheli

ishq pe kisi ka kahan zor hai chalta

dil parinda dhoonde aashiyaana

ye na jaane kahan isko jaana baawra

kaisi khudaayi teri, tune hi banayi rabba

kaahe ko banaya tune ishq bezubaan zubaan ki bhaasha

kaise koi samjhe bata ja kaahe ko banaya tune ishq

dil parinda dhoonde aashiyaana ye na jaane kahan isko jaana

aisa kyun hota hai, dil ye kyun rota hai

jo nahi tha tera phir kyun uski aas hai

dil parinda dhoonde aashiyaana

ye na jaane kahan isko jaana baawra

bezubaan ishq, bezubaan ishq

Explore this song