Roman script

dil ne kar liya aitbar, hamko ho gaya tumse pyar

jab se mile ho mujhe o jane jana

tab se hai jana kya hai dil kaa lagana

jab se mile ho mujhe o jane jana

tab se hai jana kya hai dil kaa lagana

yeh adaye teri kar gayi mujhe divana

tab se hai jana kya hai, dil ka lagana

yeh nigahe teri kar gayi mujhe divana

dil ne kar liya aitbar, hamko ho gaya tumse pyar

mauka dil ne diya hi nahi, pyar huwa kab pata nahi

banke mukaddar tum aaye, kahi najar na lag jaye

jab se mile ho mujhe o jane jana

tab se hai jana kya hai dil kaa lagana

yeh nigahe teri kar gayi mujhe divana

dil ne kar liya aitbar, hamko ho gaya tumse pyar

dil ne kar liya aitbar, hamko ho gaya tumse pyar

le ja dil pardesi, le ja dil pardesi  

chain ho tum aaram ho tum, iss dil kaa arman ho tum

meri subaho sham ho tum, jaan meri pehchan ho tum

jab se mile ho mujhe o jane jana

tab se hai jana kya hai dil ka lagana

yeh adaye teri kar gayi mujhe divana

dil ne kar liya aitbar, hamko ho gaya tumse pyar

dil ne kar liya aitbar, hamko ho gaya tumse pyar

jab se mile ho mujhe o jane jana

tab se hai jana kya hai dil ka lagana

yeh nigahe teri kar gayi mujhe divana

dil ne kar liya aitbar, hamko ho gaya tumse pyar

dil ne kar liya aitbar, hamko ho gaya tumse pyar

Explore this song