Roman script

dil ne jise apna kaha, wo apna na raha

dil ne jise apna kaha, wo apna na raha

kare wafa ki ummid kaise

kare wafa ki ummid kaise, jhutha hai sara jaha

dil ne jise apna kaha, wo apna na raha

kaisa sitam ye tune kiya hai

dawa ke badle jahar de diya hai

kaisa sitam ye tune kiya hai

dawa ke badle jahar de diya hai

kaisa sitam tune kiya 

dawa ke badle jahar de diya

kya mila tujhe dil tod kar

kya mila tujhe dil tod kar aisa ashik milega kaha

dil ne jise apna kaha, wo apna na raha

khela hai tune khilona samjh kar

toda hai dil tune shisha samjh kar

khela hai tune khilona samjh kar

toda hai dil tune shisha samjh kar

khela hai tune khilona samjh kar

toda hai dil tune shisha samjh kar

ham usi ke ho gaye kyu

ham usi ke ho gaye kyu, jisne apna kabhi na kaha

dil ne jise apna kaha, wo apna na raha

kaisi ye hay bebasi hai, mujhse khafa kyu jindagi hai

kaisi ye hay bebasi hai, mujhse khafa kyu jindagi hai

kaisi ye hay bebasi hai, mujhse khafa kyu jindagi hai

mere rab kya meri khata hai

mere rab kya meri khata hai lut gaya kyu mera jaha

dil ne jise apna kaha, wo apna na raha

dil ne jise apna kaha, wo apna na raha

kare wafa ki ummid kaise

kare wafa ki ummid kaise, jhutha hai sara jaha

dil ne jise apna kaha, wo apna na raha

Explore this song