Roman script

dil na tadpaya karo  yu na yaad aaya karo

yu na yaad aaya karo dil na tadpaya karo 

yu na yaad aaya karo yu na yaad aaya karo

mere khwabo me kabhi  khud bhi aa jaya karo

dil na tadpaya karo  yu na yaad aaya karo

yu na yaad aaya karo

tumse bichad ke jane tamanna

aur to kya hai kehna sunana

subah apni hai na sham nind hai mujhpe hairan

dil na tadpaya karo  yu na yaad aaya karo

yu na yaad aaya karo

kehne ko tu mujhse juda hai

kehne ko tu mujhse juda hai

dil hai tera mere dil me teri sanse base mere tan

dhadkan meri tere dil me

janam yehi to hai bas ek sahara

milkar ke paunga jivan dobara

dukh na de jaya karo yu na yaad aaya karo

yu na yaad aaya karo dil na tadpaya karo 

yu na yaad aaya karo yu na yaad aaya karo

mai aaunga le ke bahare mai aaunga le ke bahare

dulhan banogi tum aise

rang barsenga mere chaman me

aur ghul khilenge kaise kaise

bahe teri ab chute kabhi na

sapna hamara tute kabhi na

lat na uljaye karo yu na yaad aaya karo

yu na yaad aaya karo dil na tadpaya karo 

yu na yaad aaya karo yu na yaad aaya karo

tumse bichad ke jane tamanna

aur to kya hai kehna sunana

subah apni hai na sham

nind hai mujhpe hairan dil na tadpaya karo 

yu na yaad aaya karo yu na yaad aaya karo

yu na yaad aaya karo yu na yaad aaya karo

Explore this song