Roman script

dil  mera ghar hai aapka sok se aap aa jayeyi 
dil hai diwana aapko baho mein aa jayeyi 

shart hai lekin aap se aakar kabhi na jayeri 
chupke chupke churi churi chupke chupke churi churi 
mujhko pagal kare dil ki betabiyan 
chum luga sanam teri angdaiya 
aapki aankho mein ae mere janaman 
kuch sharart bhi hai kuch diwanapan
chere pe julf dalke aap na yu sharmaye 
dil  mera ghar hai aapka sok se aap aa jayeyi 
shart hai lekin aap se aakar kabhi na jayeri 
dil hai diwana aapko baho mein aa jayeyi 
chupke chupke churi churi chupke chupke churi churi 
lab jo tone chhuye aag see lagne lagi 
dil ye dhadkane laga sanse rukane lagi 
ha teri sanso mein hai wo nasha ho sanam
bin piye aaj to behke mere kadam 
shurkh labo ke rang ko aap na yun churaye 
dil  mera ghar hai aapka sok se aap aa jayeyi 
shart hai lekin aap se aakar kabhi na jayeri 
dil hai diwana aapko baho mein aa jayeyi 
dil  mera ghar hai aapka sok se aap aa jayeyi
chupke chupke churi churi chupke chupke churi churi

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Alka Yagnik, Kumar Sanu

lyricist: Indeevar, Nawab Arzoo, Maya Govind, Anwar Sagar