Roman script

dil mera hai diwana diwana mohabbat ka

ek shama ka parwana parwana mohabbat ka 

dil mera hai diwana diwana mohabbat ka

ek shama ka parwana parwana mohabbat ka 

rut ye suhani pyara zamana

duniya ke gam se dil hai begana

rut ye suhani pyara zamana

duniya ke gam se dil hai begana 

hotho pe hai afsana

hotho pe hai afsana afsana mohabbat ka

dil mera hai diwana diwana mohabbat ka

ek shama ka parwana parwana mohabbat ka 

hey hey bhula musafir bahki nigahe 

khoj rahi hai pyar ki rahe bhula musafir bahki nigahe

khoj rahi hai pyar ki rahe aankho me hai maikhana

aankho me hai maikhana maikhana mohabbat ka

dil mera hai diwana diwana mohabbat ka

ek shama ka parwana parwana mohabbat ka

Explore this song