Roman script

dil me rahte ho najar se dur kyun 
dil me rahte ho najar se dur kyun 
meri duniya is kadar benur kyun
dil me rahte ho najar se dur kyun 
haye duniya tera ye dastur kyun 
haye duniya tera ye dastur kyun 
do dilo ka pyar nam dur kyun 
dil me rahte ho najar se dur kyun
ishk roye hushn ke aansu bahe 
ishk roye hushn ke aansu bahe 
hai mohabbat is kadar majbur kyun 
dil me rahte ho najar se dur kyun
hasrate bejan hai khamosh hai 
hasrate bejan hai khamosh hai 
tod kar dil kar diya hai chur kyun
dil me rahte ho najar se dur kyun
dil me rahte ho najar se dur kyun

Song details

Song video

Watch on YouTube

lyricist: Nazim Panipati, Deena Nath Madhok