Roman script

dil me kisi ka pyar basa le haye pyar basa le

haye ye duniya do din ki hoy ye duniya do din ki

jina hai to has ke jiye ja ghadi do ghadi pyar kiye ja

ghadi do ghadi pyar kiye ja 

kisi pe apne aap mita ke kisi ko apna aap bana le

haye ye duniya do din ki hoy ye duniya do din ki

kisi shamma ka ban parvana duniya lakh kahe diwana

kisi shamma ka ban parvana

duniya lakh kahe diwana duniya lakh kahe diwana

pyar me jalna hi jina hai apna aap jala le

haye ye duniya do din ki hoy ye duniya do din ki

ulfat aankho ki nadani nadani par badi suhani

nadani par badi suhani aankho ka ye khel khel le

aankh se aankh mila le

aankho ka ye khel khel le aankh se aankh mila le

haye ye duniya do din ki hoy ye duniya do din ki

dil me kisi ka pyar basa le haye pyar basa le

haye ye duniya do din ki hoy ye duniya do din ki

haye ye duniya do din ki hoy ye duniya do din ki

Explore this song