Roman script
dil me kayi armaan bikhre huye hai yaado ki chaadar me lipte huye hai zindagi ye jaise tham si gayi hai zinda hu main phir bhi kiske liye dil me kayi armaan bikhre huye hai yaado ki chaadar me lipte huye hai zindagi ye jaise tham si gayi hai zinda hu main phir bhi kiske liye kaisa ye sagar kinara nahi, mujhko kisi ka sahara nahi kaisa ye sagar kinara nahi, mujhko kisi ka sahara nahi sapne yu tute hai, apne yu ruthe hai sapne yu tute hai, apne yu ruthe hai jaau to jaau kaha dil me kayi armaan bikhre huye hai yaado ki chaadar me lipte huye hai zindagi ye jaise tham si gayi hai zinda hu main phir bhi kiske liye aisa andhera ujala nahi, hu is jahan me akela kahi aisa andhera ujala nahi, hu is jahan me akela kahi rasta to dikhla de, thoda reham kar de rasta to dikhla de, thoda reham kar de mujhpe o mere khuda dil me kayi armaan bikhre huye hai yaado ki chaadar me lipte huye hai zindagi ye jaise tham si gayi hai zinda hu main phir bhi kiske liye dil me kayi armaan bikhre huye hai yaado ki chaadar me lipte huye hai zindagi ye jaise tham si gayi hai zinda hu main phir bhi kiske liye
Song details
- Singer: Aman Trikha
- Film / album: Yeh Hai Judgement Hanged Till Death (2016)
- Composer: Mahesh Rakesh
- Lyricist: Rakesh Kharvi
- Actor: Nishant Kumar
- Actor: Neetu Wadhwa
- Actor: Gulshan Tushir
Song video
actor: Gulshan Tushir, Nishant Kumar, Neetu Wadhwa