Roman script

tumse pyar ho gaya to to, dil hamko de do lo lo

dil me ho pyar to dunia ki, har chiz suhani lagti hai

jine ka maja 

jine ka maja aata hai sanam

jine ka maja aata hai sanam

jab umar eye jawani lagti hai

zindagi kuch nahi aashiki ke bina

zindagi kuch nahi aashiki ke bina

phul khilta nahi hai kali ke bina

meri pooja adhuri rahegi sada

meri pooja adhuri rahegi sada

eye sanam bas teri bandagi ke bina

ha sanam bas teri bandagi ke bina

ab to jindagi se

ab to jindagi se badhke bhi

aji jindagi se badhke bhi 

ye pyar ki nisani lagti hai

dil me ho pyar to dunia ki har chiz suhani lagti hai

jine ka maja 

jine ka maja aata hai sanam

jine ka maja aata hai sanam

jab umar eye jawani lagti hai

tumse pyar ho gaya to to, dil hamko de do lo lo

tumse pyar ho gaya to to, dil hamko de do lo lo

rang bhharne lage dil ke jajbat me

rang bhharne lage dil ke jajbat me

hath aaya jo tere mere hath me

mai tera ho gaya bat hi bat me

mai tera ho gaya bat hi bat me

pyar badhne laga har mulakat me

pyar badhne laga har mulakat me

do din ka milan bhi chahat me

do din ka milan bhi chahat me

sadiyo ki kahani lagti hai

dil me ho pyar to dunia ki har chiz suhani lagti hai

jine ka maja 

jine ka maja aata hai sanam

jine ka maja aata hai sanam 

jab umar e jawani lagti hai

tumse pyar ho gaya to to, dil hamko de do lo lo

tumse pyar ho gaya to to, dil hamko de do lo lo

tumse pyar ho gaya to to, dil hamko de do lo lo

tumse pyar ho gaya to to, dil hamko de do lo lo

Explore this song