Roman script

dil mar gaya ye nind gai ? jlaa jahan 
mai bas roti si laas hun uthay firu kahan
fariyad ban ke aas me aao na suno 
jalte hue dilo ko jlao na suno 
fariyad ban ke ...
jalte hue dil me pyaar ka aarma jlaa kre 
aarma jlaa kre haye aarma jlaa kre 
rhane do dil ki aag bujho na suno 
jalte hue dilo ko jlao na suno 
fariyad ban ke ...
thahron ki aayenge yaki tufaan dard ke 
thahron ki aayenge yaki tufaan dard ke 
palkon pe aake lout ke jaao na suno 
jalte hue dilo ko jlao na suno 
fariyad ban ke ...

Song details

Song video

Watch on YouTube