Roman script

dil lut ke mera pyar se

dil ko na tarsa re

pass aaja meri pyari

ye duriya kisliye

dil to diya, tujhe pyar se

kya aur de saajna

aayi lekar nanha sa ye tohfa tere liye

aa ha ha ha aa ha ha ha

kya maangu daata se sajna

tujhse hi meri hai duniya

o pakda hai hath jo tera

rahega sada sath tera

kaho sach hai, ha sach hai

dekho sajna hu hu

dil ek hai tan hai do

dil lut ke mera pyar se

dil ko na tarsa re

pass aaja na na, meri pyari hu hu

ye duriya kisliye

na jane tumne yu milke

anurag kaisa jagaya

o khali tha ye jag to mera

naye rang tu leke aaya

kaho sach hai ha sach hai

na bichhde aaj se main aur tu

dil to diya, tujhe pyar se

kya aur se saajna

aayi lekar nanha sa ye tohfa tere liye

ye duriya kisliye

Explore this song