Roman script

dil lagane me kuch maza hi nahi

dil lagane me kuch maza hi nahi

is zamane me

is zamane me jab wafa hi nahi

dil lagane me kuch maza hi nahi

dil jalo ka wo hal kya jane

dil jalo ka wo hal kya jane

jiska dil khud kabhi jala hi nahi

jiska dil khud kabhi jala hi nahi

is jamane me

is jamane me jab wafa hi nahi

dil lagane me kuch maza hi nahi

kyu mitane ko aandhiya uthi

kyu mitane ko aandhiya uthi

aashiyana abhi bana hi nahi

aashiyana abhi bana hi nahi

is jamane me 

is jamane me jab wafa hi nahi

dil lagane me kuch maza hi nahi

fasl-e gul aayi bhi chali bhi gayi

fasl-e gul aayi bhi chali bhi gayi

gumcha ye aarzu khila hi nahi

gumcha ye aarzu khila hi nahi

dil lagane me kuch maza hi nahi

Explore this song