Roman script

dil lagana tu kya janela hamara dil

jo na jane na dil ki lagi ko

us se nibe mushkil

dil lagana tu kya jane la hamara dil

juthe ho jiske vade juthi ho jiski kasme

kab tak rahega koi aise sanam ke bas me

ham nahi hai vo diwane la hamara dil

jo na jane na dil ki lagi ko

us se nibe mushkil

dil lagana tu kya jane la hamara dil

mehanga hai dil ka sauda mushkil wafa ki rahe

aankho ne dekhe aanshu hotho se nikale aahe

le sambhal ye najrane la hamara dil

us se nibe mushkil

dil lagana tu kya jane la hamara dil

Explore this song