Roman script

dil kyu dhadkata hai kyu pyar hota hai

dil kyu dhadkata hai kyu pyar hota hai

sine me dard ye kyu baar baar hota hai

dil kyu dhadkata hai kyu pyar hota hai

sine me dard ye kyu baar baar hota hai

dil me agar apne hoti na ye dhadkan

to jindagi ko ham pehchante kaise

milte to ham dono par ajnabi rehte

ye pyar ki baate ham jante kaise

har sans ye kehti tu paas mere rehti

phir bhi mujhe tera intjhar hota hai

dil kyu dhadkata hai kyu pyar hota hai

sine me dard ye kyu baar baar hota hai

ab to nahi milti apni khabaar mujhko 

tere khyalo me ham is kadar khoye

padhkar kitabo ko raate gujare ham

jab se mohabbat ki ji bhar nahi soye

is umar me sabka ye hal hota hai

kyu pyar hota hai kyu pyar hota hai

dil kyu dhadkata hai kyu pyar hota hai

sine me dard ye kyu baar baar hota hai

Explore this song