Roman script

bhula fasana koi, gujra zaman koi

sathi purana koi, banke bahana koi

agar dil me yu sama jaye to 

ye dil kya kare, ye dil kya kare

jadu sa chhane laga pagal banane laga 

kuch yaad aane laga, kuch bhul jane laga

kya na kare, kya kare 

ye dil kya kare, ye dil kya kare

is paar rah na sake, us paar ja na sake

khamosh rah na sake, jo chahe kah na sake

ye pagal sama, ye mausam jawa

ye dil kya kare, ye dil kya kare

jadu sa chhane laga pagal banane laga 

kuch yaad aane laga, kuch bhul jane laga

kya na kare, kya kare 

ye dil kya kare, ye dil kya kare

ye dil kya kare, ye dil kya kare

Explore this song