Roman script

dil ko tumhari yaad ne 

aa kar hila diya

aa kar hila diya

arma jo so chuke the

unhe phir jaga diya

arma jo so chuke the

unhe phir jaga diya

unhe phir jaga diya

dil ko tumhari yaad ne

aa kar hila diya

aa kar hila diya

humdard jab bane the tumhi

dil ke dard ke

bedard ban ke kyun mere

dil ko dukha diya

dil ko dukha diya

dil ko tumhari yaad ne 

aa kar hila diya

aa kar hila diya

meri jara si bhul pe

itni badi saja

aansu bana ke dil ko

nazar se gira diya

nazar se gira diya

aankho se dur hoke bhi

rahte ho dil ke pass

rahte ho dil ke pass

tumne to zindagi ko 

tamasha bana diya

tamasha bana diya

dil ko tumhari yaad ne

aa kar hila diya

Explore this song