Roman script

dil ko mere na jane ye kya ho gaya 
dil ko mere na jane ye kya ho gaya 
mera ho ke ye mujhse zuda ho gaya
mera ho ke ye mujhse zuda ho gaya
dil ko mere na jane ye kya ho gaya 
raj ye dil ka kese khe chup par ab kese rhe
dard ae mohbbat kitna she
kab tak es tufa me bhe
dard kyo dard ki dawa ho gaya
dil ko mere na jane ye kya ho gaya 
mera ho ke ye mujhse zuda ho gaya
dil ko mere na jane ye kya ho gaya 
jab se huye ye nen diwane
ho gaye ham khud se begane
koi hamara dard na jane
dil bhi hamari ek na mane
dil na jane ham se kyo khafa ho gaya
dil ko mere na jane ye kya ho gaya 
dil ko mere na jane ye kya ho gaya 
mera ho ke ye mujhse zuda ho gaya
mera ho ke ye mujhse zuda ho gaya

Song details

Song video

Watch on YouTube