Roman script
dil ko lagaye ye gawara bhi nahi pyar kiye bina gujara bhi nahi haye dil ko lagaye ye gawara bhi nahi pyar kiye bina gujara bhi nahi ankhiya na mane to dil kya kare kisko batau ye jiye ya mare ankhiya na mane to dil kya kare kisko batau ye jiye ya mare aur koi aisa waisa chara bhi nahi pyar kiye bina gujara bhi nahi dil ko lagaye ye gawara bhi nahi pyar kiye bina gujara bhi nahi jane lade kab nain re jata raha sab chain re jane lade kab nain re jata raha sab chain re samne aaya dil ko churaya ghumke dekha to ishara bhi nahi dil ko lagaye ye gawara bhi nahi pyar kiye bina gujara bhi nahi dil ko lagaye ye gawara bhi nahi pyar kiye bina gujara bhi nahi bat hone wali to hoke rahegi chij khone wali to kho ke rahegi bat hone wali to hoke rahegi chij khone wali to kho ke rahegi isme kasur to hamara bhi nahi pyar kiye bina gujara bhi nahi haye dil ko lagaye ye gawara bhi nahi pyar kiye bina gujara bhi nahi
Song details
- Singer: Geeta Dutt
- Film / album: Samundar (1957)
- Composer: Madan Mohan
- Lyricist: Rajinder Krishan
- Actor: Premnath
- Actor: Beena Roy
- Actor: Nishi
- Actor: Rajendra Nath
- Actor: Anmol Krishan
- Actor: Ram Avtar
Song video
actor: Tun Tun, Rajendra Nath, Nishi, Sundar