Roman script
dil kisi ka dil churana chahata hai kisko ye apna banana chahata hai dil kisi ka dil churana chahata hai kisko ye apna banana chahata hai jane isko kya huya hai aajkal ishq me khud ko mitana chahata hai dil kisi ka dil churana chahata hai bekarari hai badi mujhe aajkal nind aati hi nahi ab raat bhar dhadkane bechain hai betab hai kiski chahat ne kiya hai ye asar ha jagi soyi aankhe aankho me sirf khawab bhigi bhigi sanse sanso me ek aag aag badhati ja rahi hai is kadar pyar se isko bhujana chahata hai dil kisi ka dil churana chahata hai kisko ye apna banana chahata hai ye mohobbat dard hai ya hai dawa kuch nahi ha kuch nahi ha humko pata hum tadapte ja rahe hai har ghadi par tadap kar aa raha hai kyu maza ho dhire dhire dekhe hota hai aur kya kaisi hai ye khumari kaisa hai ye nasha oo dard badata ja raha hai is kadar dard me dil muskarana chahata hai dil kisi ka dil churana chahata hai kisko ye apna banana chahata hai jane isko kya huya hai aajkal ishq me khud ko mitana chahata hai dil kisi ka dil churana chahata hai
Song details
- Singer: Sonu Nigam
- Singer: Shreya Ghoshal
- Film / album: Shikaar (2004)
- Composer: Anand Raj Anand
- Lyricist: Praveen Bhardwaj
- Actor: Abhishek Kapoor
- Actor: Ayesha Jhulka
- Actor: Asrani
- Actor: Ghanshyam
- Actor: Kishore Bhanushali
- Actor: Anupam Kher
- Actor: Tej Sapru
- Actor: Raza Murad
- Actor: Anant Mahadevan
- Actor: Laxmikant Berde
- Actor: Kunika
- Actor: Guddi Maruti
- Actor: Gulshan Grover
- Actor: Shakti Kapoor
Song video
singer: Sonu Nigam, Shreya Ghoshal