Roman script

haye koi to bataaye

kehta hi jaaye dil ki zubaan

ho ho haye koi to bataaye

kehta hi jaaye dil ki zubaan

ha mere dilbaar

suniye na meri dastaan

ha mere jaan-e-jaan

kahiye na apne dil ki sadaa

oh ho haye mujhe kyun sataaye

tujhko manaaye dil ki zubaan

haye koi to bataaye

kehta hi jaaye dil ki zubaan

ha maine jo kaha

dil se kaha maano maano na

o meri jaan samajhaye zara

pyaar me kabhi hoti hai khata ha 

chahe jo bhi ho kahani

mujhe hai sunani dil ki zuban

haye koi to bataaye

kehta hi jaaye dil ki zubaan

ho ho haye mujhe kyun sataaye

tujhko manaaye dil ki zubaan

haye koi to bataaye

kehta hi jaaye dil ki zubaan

haye

Explore this song